Zindagi to bohat kam hai mohabbat k lie,

Zindagi to bohat kam hai mohabbat k lie,
Rooth kr waqt gawane ki zarorat kia hai,
Rooth jane ki ada hum ko bhi ati hai,
Kash hota koi hum ko bhi mananay k liye…

Jinke Bina Jeena Mushkil Thha,
Usi Ne Jeena Mushkil Kar Diya.
Jiske Naam Ki Hum Kasam Khaate Thhe,
Wahi Kasam Tod Ke Chal Diya.

Ji safar ki shuruat karte he, Wo manjil ko par karte he,
Bus 1 bar chalne kahosla rakhiye, aap jaise musafiro ko to raste bhi intzar karte hai.


Gam na ho waha jaha ho fasana aapka,
Khushiyan dhundhti rahe aashiyana aapka,
Wo waqt hi na aaye jab aap udas ho,
ye duniya bhula na sake muskurana aapka.


Kehte hai ishq dokha hE!
suna nhi ajma k dekha hE!
lut lete h pyar me sb kuch pehle!
fir kehte hai kaun ho tum!
tumhe pehle bhi kahin dekha hE!


Youn to apni halat ka bhi ahsash nahi hai mujhe
auro se sunta hoon ki pareshaan hoon main

Aksar takdir ke rukh badal jate he.mohabbat ho darmiya to fasle simat jate he,chahat ho sachchi to aisa bhi hota he.door jane wale fir lot aate he.


CHOTI CHOTI BAATON SE TAKKRAR NA KIYA KARO
HUMARE HAR MAZAK KO DIL PE NA LIYA KARO,
KIYA PATA SATH HAI AUR KITNE DIN KA
TAB TAK TO HUM GARIBON KO YAAD KIYA KARO.

Aapko Yad Krne Me Taklif Hoti He Q k Yad Krne Se Aapki Kami Mahsus Hoti He Fir v Hum Apko Yad Krte He Q k Yaad Karne Se Yade Mazbut Hoti

Na wo farishta ho na farishtay jaisa ho
Mujay talash hy uski jo meray jaisa ho
Mery khuloos ko pehchanta ho bus kafi hy
Wo jo b ho, kahien b ho, kaisa b ho

Woh bheegi hui mitti zameen pe teraa naam likh jaati hai
Uss par behane wali havaa bhi geet tere gungunaati hai
Jab baarish aakar uss likhe hue naam ko mitaati hai
Tab teri yaaden phir aankhon ko namee de jaati hain


Jab woh mera naam apney hathoon ki lakeeron mainn talash ker k thaq gya to dheerey se sir ko jhukaya aur kaha lakrein jhoot boltien hain

Socha tha chain se sounga kabr mein
par yahan bhi teri yaad satati hein
palke to zamane se band hein
par ankhein aaj bhi tere sapne sajati hein
par soch ke e zalim teri woh bewafai
aaj bhi kabr ki mitti aansuon se bhig jati hein .

Thanks and Regards
VINAY GARG

Comments

Popular posts from this blog

Bas Ek Shakhs Hi Kul Kainat Ho Jaise,

kaba kis munh se jaoge Ghalib