Tere khyaal se daman chura ke dekha hai

Tere khyaal se daman chura ke dekha hai

Dilo najar ko bahout aazama ke dekha hai

Mohabbat ki aksam tum nahi to khuch bhi nahi

Maine khuch pal tumhe bhula ke dekha hai



Abhi talak saada rakha hai yeh kagaz apni chahat ka

Munasib jab bhi samjoge to koi paigaam likh denge

Koi paigaam kya likhna is choote se kagaz per

Jise ham chahate hai bus usi kaa naam likh denge



Jagmaga di tere shar ki galiyan hamne

Apne asko ko palko pe sitara kar ke

Chalo dekh lete hai hosla apne man ka

Khuch rooz or tere bager gujara kar ke



Zakhmi hoye hot to mehsoos hua hame

Chooma tha kisi phool ko berukhi ke sath



Tumhe dene ko hamare pass khuch bhi nahi

Hamare bus mai zindgi who bhi tumhari hai

Comments

Popular posts from this blog

Bas Ek Shakhs Hi Kul Kainat Ho Jaise,

kaba kis munh se jaoge Ghalib