Kha Tha tum se mera Intezar mat karna

Kha Tha tum se mera Intezar mat karna
Duniya chahe jo bhi kahe Etbaar mat karna
Aisa ho chuka pehle bhi Kaee baar
Ab ki baar tum koi Sawal mat karna
Din raat rehte hai bus tumhare khyalon mai
Woh lamhe WO raaten unko yaad baar baar Na karna
Zindgi Tnaha hi Kat rahi hai Ab Tak
Kisi ne Keh diya hai Mohabbat ka izhaar Na karna

Comments

Popular posts from this blog

Bas Ek Shakhs Hi Kul Kainat Ho Jaise,

kaba kis munh se jaoge Ghalib