ADAWATON KE SABHI MOSAM SE DARTA HON,

ADAWATON KE SABHI MOSAM SE DARTA HON,



MAIN AIK KHASTA MAKAAN BARISHON SE DARTA HON,



YE HAL HO GAYA HAI DARD SE MERE DIL KA



MAI URR RAHA HON MAGAR ANDHION SE DARTA HON,



QADAM QADAM PER WAFA KE FARAIB KHAYE HAIN,



MAIN DUSHMANON SE NAHI DOSTON SE DARTA HON,



WO JIN KI SAZISHON SE DIN BHI RAAT HO GAI,



CHAMAKTE CHEHRON KI UN WESHATON SE DARTA HON,



SAFEER HON MAIN DARYAR-E- ADAB KA AYE HAMDAM



PARAIN NA DIL MAIN KAHIN,FASLON SE DARTA HON.

Comments

Popular posts from this blog

Bas Ek Shakhs Hi Kul Kainat Ho Jaise,

kaba kis munh se jaoge Ghalib