Is dar pe thikana na kahbi us raah pe dera

Is dar pe thikana na kahbi us raah pe dera

Ham khana badoos ka yahi saam sawera

Be rehmi duniya ka gila hai tere luv per

Ab kaise bataoon tujhe ke ab mai bhi nahi tera

Woh char kadam hai kiran ham safar ki

Fir aa gaya wahi sehre judaee ka andhrea

Hai jo bhi tinke khutu zamane ke liye

Ey jaan hamne kahbi tera farmaan nahi fera


kabhi raitt per gharonda naa banana dosto
gulab sang kaante hain bhul na jana dosto
ye hamesha hi fareb deti rahi hai jahan main
ulfat ko kabhi dil main naa basaana dosto
log mutthi me namak liye firte hain yahan
kisi ko apne zakham naa dikhaana dosto
ashq aankho main jo aayen tau pee jaana
dekhega jo tau hansega ye zamana dost


yadoun ki dhun mai apki parchaee c lagti hai
Snnate mai Goojnti sehnaee c lagti hai
Aap sath ho to duniya jannat hai
Warna seene mai sans bhi paree c lagti hai

Comments

Popular posts from this blog

Bas Ek Shakhs Hi Kul Kainat Ho Jaise,

kaba kis munh se jaoge Ghalib