magar hai puraane ye ba.Ndhan dilo.n ke

Kabhi Yaad Aao To Is Tarhaa
Ke Dil-o-Nazar Me Samaa Sako..
Kabhi Hadd Se Jab Ye Junoon Barhe,
To Hawaas Ban Ke Bikhar Sako
Kabhi Khul Sako Shab-e-Visaal Me,
Kabhi Khoon-e-Dil Me Sanwar Sako...

Rulana har kisi ko aata hai

Hasana kisi kisi ko aata hai

Rula ke jo mana le woh hai saccha pyar

Our jo rula ke khud bhi aasoun bahaye woh hai tumhara pyar


ab yaha koi ristha koi naata saga nahi hota

ab tau duniya me koi waada wafaa nahi hota



dushman ki dushmani pe bhut naz hai hame

dosto se tau haq-e-dosti bhi adaa nahi hota


Asia nahi kitujh se moabbat nahi hame

Gam roz roz sehne ki adat nahi hame

Har baar tere samne sir ko jhuka liya

Phir bhi dekh tujh se shikayat nahi hoon mai


rishtaa ye kaisaa hai naataa ye kaisaa hai

pahachaan jis se nahii.n thii kabhii

apanaa banaa hai vahii ajanabii



rishtaa ye kaisaa hai naataa ye kaisaa hai


tumhe.n dekhate hii rahuu.N mai.n

mere saamane yuu.N hii baiThe raho tum

karuu.N dil kii baate.n mai.n Khaamoshiyo. n se

aur apane labo.n se na kuchh bhii kaho tum


ye rishtaa hai kaisaa ye naataa hai kaisaa

tere tan kii Khushbuu bhii lagatii hai apanii

ye kaisii lagan hai ye kaisaa milan hai

tere dil kii dha.Dakan bhii lagatii hai apanii


tumhe.n paake mahasuus hotaa hai aise

ke jaise kabhii ham judaa hii nahii.n the

ye maanaa ke jismo.n ke ghar to naye hai.n

magar hai puraane ye ba.Ndhan dilo.n ke

Comments

Popular posts from this blog

Bas Ek Shakhs Hi Kul Kainat Ho Jaise,

kaba kis munh se jaoge Ghalib