Haq Husne Mohabbat ka ada koon karega karega

Haq Husne Mohabbat ka ada koon karega karega
Haq Husne Mohabbat ka ada koon karega karega
Jab Ham hi Na honge to Wafa kon kare karega
Jab Ham hi Na honge to Wafa kon kare karega
Yaa Rab Mere Dusman KO sada rakhna salamat
Yaa rab mere dusman KO sada rakhna salamat
Warna mere Marne ki dua koon karega
Warna maere Marne ki dua koon karega
Yaa Rab Mere Dusman KO sada rakhna salamat
Yaa rab mere dusman KO sada rakhna salamat
Ke jiska ham etbaar karte hai Wahi chup chup ke vaar karte hai
Hamko dekho hamra dil dekho ke apne dusman se ham pyar karte hai
Yaa Rab Mere Dusman KO sada rakhna salamat
Yaa rab mere dusman KO sada rakhna salamat
Warna mere Marne ki dua koon karega
Warna maere Marne ki dua koon karega
Ke tera haseen tabassum sada bhaar rahe
Ke tera har ek lamha hasi khusi gujre
Ke meri Hayat pe kante Bikherne wale
Khuda kare ke Teri Pholo pe Zindgi Gujre
Yaa Rab Mere Dusman KO sada rakhna salamat
Warna mere Marne ki dua koon karega
De Di hai tere Husn ne sajdo ki Izazat
De Di hai tere Husn ne sajdo ki Izazat
Ab aisi Namajo KO Kaza koon karega
Ab aisi Namajo KO Kaza koon karega
Apno ne Loota hame Begana samjh kar
Apno ne hi loota hame Begana samjah kar
Gairo ki Zafaoo ka gila koon karega
Gairo ki zafaoo ka gila koon karega
Apno ne hi loota hame begana samjh kar
Ke ban ke Ehbaab daga dete hai
Ke Dost Ulfat ki saza dete hai
Aise Rishto se darakht acche hai
Jo apne saye mai bitha lete hai
Kya khabar jee jhaan-e hasti mai
Gul ki soorat mai khaaaar hote hai
Loot lete hai asara dekar
Loog matlab ke yaar hote hai
Loota hame begana samjh kar
Loota hame begana samjh kar
Najar mila ke mere pass AA ke loot
Najar hati ke fir muskura ke loot liya
Bade who aaye Dilo jaan ke lootne wale
Najar se ched diya Gud Guda ke looot liya
Koi yeh loot to dekhe ke usne jab chaha
Tamam hasti-ee dil KO jaga ke loot liya
Karisma Saji-ey Husne Azalli-ey tooba
Mera hi aaina mujhko dika ke loot liya
Bus loot hame begna samjh ker

Comments

Popular posts from this blog

Bas Ek Shakhs Hi Kul Kainat Ho Jaise,

kaba kis munh se jaoge Ghalib