Posts

Showing posts from 2010

anu

Image

Kab Hui pyar ki barsat mujhe yaad nahi

Aaj phir kis ne pocha k tera hansta hua chehra udas kyon hai barasti ankhon main piyas kyon hai jinki nazron main tu kuch bhi nahi woh tere liye itne khas kyon hain Kaise zinda rahe koi aaj k in sazishon k mousam main ab koi khawish bhi nahi dil se khawishon k mousam main ussse mujh se mohabbat thi kuch is tarhan ki k jaise halki si dhup ho barishon k mousam main. Kab Hui pyar ki barsat mujhe yaad nahi khof main dobi mulaqat mujhe yaad nahi main to madhosh tha kuch itna us ki chahat main k us ne kab chor diya sath mujhe yaad nahi ye arzu nahi k kisi ko satain hum na tammanna ki k kisi ko rulain hum par dua hai us rab se jis ko jitna yaad karte hain us ko utna yaad aain hum piyas aisi k pi jaon ankhain us ki naseeb aisa k moyassar zehar bhi nahi be los wafain koi hum se sekhe jisse toot k chaha usse khabar he nahi. jab dil toot jata hai to awaz nahi aati her kisi ko mohabbat raas nahi aati ye to apne apne naseeb ki baat hai koi bhulta nahi aur kisi ko yaad nahi aati jo pyar k rishte hum

Pholo KO jhan Kjilna tha

Pholo KO jhan Kjilna tha Wahi khilte to accha tha Tumhi KO hamne chaha tha Tumhi milte to accha tha Koi aaker hame pooche tumhe kaise hamne Bhulaya hai Tumhare khatto KO ashko se sabe-gam mai jalya hai Hajaro zakham aise hai agar slite to accha tha Tumhi KO hamne chaha tha Tumhi milte to accha tha Tumhe jitna bhulaya hai tumhari yaad aayi hai Bahare no Jo aayi hai khi khusboo bhi laee hai Tumhare luv agar mere khatir hilte to accha tha Tumhi ko hamne chaha tha Tumhi milte to accha tha Mila hai lutf bhi hamko hasi yadon ke zhilmil mai Kati hai zindgi hai tum bin magar itni si hai dil mai Agar tum aate agar tum milte to accha tha Tumhi ko hamne chaha tha Tumhi milte to accha tha

kyon nahi, kaya kahu meri aadat

Hakikat na pooch mere fasane ki tere jate hi badal gahi nazar zamane ki,ke log poochte hain main khush kyon nahi, kaya kahu meri aadat thi tere sang muskurane ki. Samja do apni yado ko, wo bin bulaye pas aaya karti hai, aap to dur rehkar satate ho magar, wo pas aakar rulaya karti hai .Waqt guzarta raha par sanse thami si thi, muskura rahe the hum, par ankho me nami si thi, saath hamare ye jahan tha sara, par na jaane kyu tumhari kami si thi. Phool se pehle khusboo ko to dekho, karne se pehle kaam ko to dekho, kisike roop mein diwana naa bano, surat se pehle uske dil ko to dekho Hum wo ishq hain jo dil bankar dhadakte hai, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankho se chalakte hain Hum wo ishq hain jo dil bankar dhadakte hai, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankho se chalakte hain T Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari, har ek khush rahe ye HASRAT hai hamari, ko

Aaj Uski Yaad Ne Hume Tadpaya Bohut

Aaj Uski Yaad Ne Hume Tadpaya Bohut Aaj Naa Chahte Hue Bhi Woh Yaad Aaya Bohut Uske Baad Toh Jaise Weshatoun Se Dosti hogayi Phir kyun Aaj Tanhaiyoun Ne Daraya Bohut Woh Mera Tha.... Mera Hi Rahega.... Humne Aise Qiyaloun Se Qud Ko Behlaya Bohut Shamma Ke Jalne Par Hum Afsoos Karein Kyun Humne Bhi Manind Shamma Qud Ko Jalaya Bohut Humne Jis Kisi Ko Bhi Humdard Samjha Apna Woh Naa Jaane Kyun Humare Dukh Pe Muskuraya Bohut........... ***************

मेरी

Mere liye Meri Duniya Ho Tum Chu kar Jo Guzri woh Hawa Ho Tum.. Mein ne Jo Mangi woh Dua Ho Tum Karey Mujh ko Jo Roshan woh Diya Ho Tum Dil Yeh kahey Mera Jiya Ho tum. Kiya Mein ney Mehsoos, woh Ehsaas Ho Tum Mere Honto ki Pyaas Ho TumMere baahon ki Aas ho tum. Meri Nazar ki Talaash Ho Tum Meri Zameen ka Akaash Ho Tum Mere Chehrey ki Kashish Ho Tum. Mere Sitaron Ki Gardish Ho Tum Meri Zindagi ka Karaar Ho Tum Mein ney Jo Chaha woh Pyaar Ho Tum. Meray Intizaar ki Raahat Ho Tum Mere dil ki chaahat Ho Tum Tum ho To ye Duniya hai Meri. Faslay Had Se Barh Jaey to Gum Milte Hien ishi liye Hum Har Shaks Se Kam Milte Hien

Tum Jo Iss Tarah Mujh Se Dur Chale Jaoge

Tum Jo Iss Tarah Mujh Se Dur Chale Jaoge Qasam hai Sanam Iss Tarah Yaad Bohut Aaoge Chandni Raat Hogi Aur mein Hongi Tanha Tum Muskurate Hue Mujhko Nazar Aaoge Kiya Toh Tha Tumne Hi Mujhe Beqaraar Itna Kya Tum Mere Dil Ko Kabhi Samajh Paoge Milna Chahoun Kabhi Mein Tum Se Sanam Kaho Kis Din Tum Mere Khawaboun Me Aoge Aaa bhi Jao Sanam Mujhe Naa Tadpao Itna Mera Janaza Niklega Tab Tum Kya Deedar Ko Aaoge Rulati Hai Yaad Aksar Mujhe Raatoun Mein Teri Kya Inn Askhoun ke Badle Tum mujhe Khushi De Paoge Kehte Ho Ki Hai Tumhe Muhabbat Mujh Se.. Thaam kar Haath Mera Kya Zamane Se Keh Paoge....

Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum,

Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum. Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum.. ************ ******** Mohobbat ka imtihan aasan nahi; Pyar sirf pane ka naam nahi. Muddatein beet jati hain kisi ke intezaar mein, Ye sirf pal-do-pal ka kaam nahi. ************ ******** Unki tasveer ko seene se laga lete hain, Iss tarah judai ka gham mitaa lete hain. Kisi tarah zikar ho jaye unka, To hass kar bheegi palkein jhuka lete hain.

Ek khwaab humne dekha to hai,*

Ek khwaab humne dekha to hai,* *Kal shaam yun hi tanha baidkar, Tere bare me socha to hai.. * *Doobte sooraj ugte chaand par, Tere liye paigaam bheja to hai,* *Behti hawa saagar ki lehron par, Tera hi naam likha to hai.. * *Aasman ko jab gaur se dekha, Tera hi chehra dikha humko hai,* *Karib ka nahi door ka sahi, Koi ek rishtaa banaa to hai... ============ ========= **Aapki yaadon ke rahte hum tanha nahi, Aap yaad na aao aisa koi lamha nahi, Aapki yaadain hi aapka ehsas hai, Har pal lagta hai ki aap hamare pass hai..

Bolti hai dosti chup rehta hai pyar,

1) Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, Hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chodkar log karte hai pyar? 3) Leke hum dusro ki hasi kya kare, jo apni nahi wo khushi kya kare, tanha jine se behatar hai mar jaye hum, jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare 4) Yaad karte hai tumhe tanhai mein, dil dooba hai gamo ki gehrai mein, hume mat dhoondna duniya ki bhid mein, hum millenge tumhe tumhari parchaai mein॥ 5) Humse door jayoge kaise, Dil se hume bhulayoge kaise, Hum to vo khusboo hain jo aapki saanso mein baste hain, Khud ki saanso ko rok payoge kaise 6) Har baar dil se yeh paigaam aaye, Zubaan kholu to tera he naam aaye, Tum hee kyon bhaye dil ko kya malum, Jab nazroo ke saamne haseen tamaam aaye॥ 7) Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tum waqt-bewaqt aaye vo fever ho tum. Doob kar jisme marr jayu vo River ho tum. Mere jeevan mein ab to forever ho tum.. 9) Shaam hote hii ye Dil udaas hota hai Toote khwaboo ke siwa kuch na pass

Zindagi ki raftaar mein

Zindagi ki raftaar mein Kabhi toh sukun ki shaam aajaye Na sahena pade lakte jigar Tadapte iss dil ko araam aajaye Agar ho khuda ko manzur Toh unke gunah mujhpar ilzaam aajaye Bakshen rahem unpar khuda Toh meri wafaaon ka inaam aajaye Na ho ilm unhe kisi bhi dard ka Unke hisse ki taklif mere naam aajaye Jab tak jiye unpar mare Kaash meri maut bhi unke kaam aajaye

Read

http://anwarshayriworld.blogspot.com/2010/08/blog-post_07.html

याद

Yaad aane wale Yaad aaye ja rahe hain Mere Khyalon ki Dunya pe Chaye ja rahe hain Hum kuch keh rahe hain per Wo Chup hain Bus Mera Sms parh k Muskuraye ja rahe hain Tum Meri Duauon Mai Shamil Ho Is Tarah Phoolon Mai Hoti Hai Khushbu Jis Tarah Khuda Tumko Zindagi Mai Itni Kushyan De Dharti Pe Hoti Hai Barsat Jis Tarah Basa Hai AANKHON Mai Ap ka Chehra Is Tarah Ghulab Mai Khusbu Basti Hai Jis Tarah Namaz Parhli Ho aur Duaa Na Mangi Ho Apki KAMI Mehsoos Hoti He Kuch Is Tarah Wada kar lete hai nibhana bhul jate hai, Lagakar aag bujhana bhul jate hai! Ye to aadat ho gayi unki, Rulate hai aor manana bhul jate hai!! Ittefaq se hum mile, Ittefaq se aap hume pasand aaye, Ittefaq se hum dost bane, Humari dosti ab ittefaq nahi, Zindagi ki khoobsurat hakikat hai?.

badi mehnat se meri duniya lutayi hogi

badi mehnat se meri duniya lutayi hogi…. meri mohabbat ki hasti bhi mitai hogi… la tere pairo me malham laga du………… mere dil ko thokar marne me chot to aayi hogi……

Dillll

Image
Image

Heart

Image
Mast hawa ka jhoka pagal achha lagat hai, Bal khata lahrata aachal achha lagta hai ! Oh sarmai usko ek din aayeena yun bola, Aap ki aankho me yah kajal achha lagta hai ! Bheegi palken bheega daman bhiga bhiga e aanchal, Mausam e gam me jal thal jal thal achha lagata hai ! Sukhe labon pe duaa nami si jab jab aati hai, Sawan ki rimjhim sa badal achha lagta hai ! Uski gali me maut mile to sau sau bar marun, Ek janam me usko pana achha lagta hai ! O bachpan ke sair sapate holi id manane ke, Binaa wajah uske ghar jana achha lagta hai ! Ab tak Na bhule hamko o bag, khilaone mitti ke, Uske bina ab aankh bahana achha lagta hai! Mai apani masjid se aayun tu apane mandir se aa, Sare masayeel ka aisa hal achha lagta hai ! har heera chamak daar naheee hota, har samander gehraa nahi hota, dosto zara sambhal kar pyaar karnaa, kyunki har khubsurat cehre waali ladki wafadaar nahi hoti Yaden jab dil me nahi rooh me bas jati hai, Badalon ki tarah aankhe bhi baras jati hai ! Oh agar tum se khafa hain to

Mai Yeh

Image
 

Dhesaaat ka Saya

Image
 

MY World

Image
       

Muskara Kar Naza’a Ki Mushkil Ko Asaan Kardiya

Image
Muskara Kar Naza’a Ki Mushkil Ko Asaan Kardiya, Un Ke Sadqey, Mujh Pe Khuddari Ko Qurbaan Kardiya. Youn Bhi Sahil Tak Phohanch Jatey Hein Ahl-e-Etibaar, Mein Ne Kashti Ko Sapurd Mauj-e-Toofaan Kardiya. Aur Ab Kya Chahti Hey Mujh Se Dunya Ba’ad Marg, Mein Ne Raushan Manzar-e-Gor-e-Gharibaan Kardiya Maut Ab Aajaye, Mein Jam-e-Mohabbat Pi Chuka, Mein Ne Apne Hashar Tak Jiney Ka Samaan Kardiya Kayenaat-e-Husn Ka Ek Harba-e-Masoom Tha!, Woh Tabassum Jis Ne Peda Zauq-e-Esyaan Kardiya Rakh Diya Zer-e-Zameen Mulzim Bana Kar Maut Ka, Mujh Ko Naseer Un Ke Jalwe Ne Jo Hayraan Kardiya Zindagi mein, mil Gaya phir WO, Ek raat ki baat hai Kuch keh nahi PAYE hum Waqt ki baat hai Aankhon se aasu baraste rahe Jasbat ki baat hai Kuch Na kaha kar bhi, sab kah Gaya woh, Andaz ki baat hai, Chah kar bhi Na rok seke use hum, Halat ki baat hai, Who Kisi aur ka hai Kismet ki baat hai Yeh kehna Na Kisi se tum Raaz ki baat hai Dekho Zamane Ke Rango Main Kya Hai Bhulaa Do Mujhe, Mujh Mein Kya Hai Ujaalaa Chaanda

Chalo aik shararat kerty hain...

Chalo aik shararat kerty hain... Aao Muhabbat kerty hain... Hansti aankhon sy keh do... Darya bhi hijrat kerty hain... Kuch dil aisy hain... Jin per hum bhi hakoomat kerty hain... Zinda rehna hy dushwar... To chalo himmat kerty hain... Wesy hoty nahi loag... Jesi hum chahat kerty hain... Akser apny aap sy hum... Teri shikayat kerty hain... Ek baat kehna chahty hain k... Hum tum sy muhabbat karty hain...

http://apps.facebook.com/blognetworks/index.php

Image
Kisi ghulshan mein jaogi tumhe hum yaad aayege, Koi mehfil sajaogi tumhe hum yaad aayege, Sitaare chand sooraj samunder ya koi sahil, Tasawwar mein jo laogi tumhe hum yaad aayege, Bahut koshish karoge tum hamari yaad na aaye, Magar jitna bhulaogi tumhe hum yaad aayege, Kisi bhi mod ya tareek rah-e-zindagani par, Chiraa... Main Zinda Hun Ab Tak K Wo Mujay marnay Nahi Deti...... - jaane kyun wo saanso ki doar tootne nahi deti bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deti baat kehti hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deti aaj hausla deti hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka... CHAHTO'N KI BAAT KARTE HO, DIL MERA BEQARAAR KARTE HO.. KAR KE WADA TUM TU BHOOL GAYE, PHIR BHI WAFA KI BAAT KARTE HO.. BHOOL KAR BHI NA MIL SAKEINGE, TUM TU GHAIRO'N PE EITBAAR KARTE HO.! KISI NE JB WAFAON KI BAAT KI HOGI TERI NIGAH MJHE DHOONDTI RAHI HOGI... TERE SALOOK SE SHIKWA NHI KHUDA KI QASAM MERE KHULOOS ME HI... Mere dard-e-dil ki t

ek sa dil sabke paas hota hai

ek sa dil sabke paas hota hai phir kyo nahi sabpe vishwas hota hai ‘ insaan chahe kitna bhi aam kyo na ho wo kisi na kisi ke liye jaroor khas hota hai

Us ke bina ab chup chap rehna acha lagta hai

Image
Us ke bina ab chup chap rehna acha lagta hai Khamoshi sey dard ko sehna acha lagta hai Jis hasti ki yaad mein Aanso barstey hain, Samne us ke kuch naa kehna acha lagta hai Mil kar us se Bichar naa jaaon darta rehta hu, is liye bas door hi rehna acha lagta hai janta hu ke chaahat mein bas Aanso milte hain, Kuch bhi ho ab is zehar ko peena acha lagta hai Je chahey sab khushiyan laa kar us ko de du, Us ke pyaar mein sab kuch khona acha lagta hai Us ka milna naa milna Anwar ke Qismat ki baat hai, Pal Pal us ki yaad mein roona acha lagta hai
Jis kisi ko chaho woh be-wafa ho jata hai Sir agar jhuka do to sanam khuda ho jata hai Zindgi se jo tum ja chuke hoon Ham har taraf se barbad ho chuke Muskurtae hai hai khud ki mout per Asounon ko chupane mai bhi ham ustaad ho gaye Bebasi hasne lagi khamoosi ab gungunane lagi Band kamro ke koone mai koi Musam nahi hota FIR WAHI FASAANA AFSAANA SUNATI HO, DIL KE PAAS HOON KEH KAR DIL JALATI HO, BEQARAAR HAI AATISH-E-NAZAR NAZAR SE MILNE KO, TO FIR KYON NAHI PYAAR JATAATI HO!! KUCH TUMHARE ANKHO KI KAJAL NE KAHA KUCH TUMHARE JULFO KI BADALNE KAHA JO KEH NA SAKI TUMHARE KHAMOSH HONTH HAWA ME LAHRATI HUI TUMHARI AANCHAL NE KAHA ANWAR AAGE ------!! MUHABBAT KI AAS HI RAHNE DO, ZINDGE MERI UDASH HI RAHNE DO, SARE SAMANDAR TUJHE MUBARK HO, MERE HOTHO PAR AAB PYAS HI RAHNE DO !! AISA NAHI KI TUJH SE MUHABBAT NAHI HU MAIN GUM ROZ ROZ SEHNE KI AADAT NAHI HU MAIN HAR BAR TERE SAMNE SAR KO JUKAA LIYA AUR PHIR BHI DEKH TUJH SE SHIKAYAT NAHI HU MAIN TU AITEBAR KAR KE TUJHE CHAHATE HAIN H