इस कदर

Is dar pe thikana na kahbi us raah pe dera
Ham khana badoos ka yahi saam sawera
Be rehmi duniya ka gila hai tere luv per
Ab kaise bataoon tujhe ke ab mai bhi nahi tera
Woh char kadam hai kiran ham safar ki
Fir aa gaya wahi sehre judaee ka andhrea
Hai jo bhi tinke khutu zamane ke liye
Ey jaan hamne kahbi tera farmaan nahi fera


Koi tabeez ho raddo badal ka
Mere peeche mohabbat pad gayi hai

Dekhon jo tere haton ko to lagta hai tere hath
Mandir mai fakat diya jalane ke liye hai
Yeh elm ka sooda yeh Risale yeh kitabe
Ek skahs ki yadon ko bhulane ke liye hai

Woh kitne itminaan se thukra gayi mujhe
Aasoun bana ke aankh se tapka gayi mujhe
Yeh kaisi rehbari thi yeh kasia fareb tha
Manjil dikha ke raah se bahtka gayi mujhe
Khamoos nighaoo se khani suna kar
Lafzo ke her fer mai ulzha gayi mujhe
Mujhko bhi ek bachpane ka mazaak samjh kar
Chooti se ek hasi mai ara gayi mujhe
Do din mai iske dil se mohabbat utar gayi Awar
Or wahi do din mai apni yaad se mita gayi mujhe

Kahbi khud bhi mere pass AA
Meri baat sun mera sath de
Jo kholoos hai use dil se nikal kar
Mujhe ouljhno se nizaat de
Tujhe soochta tera masgala
Tujhe dekhna meri orooz
Mujhe din de apne khayal ke
Mujhe kareeb ki ek raat de
Meri zindgi mere sath chal
Mere hatho mai apna hath de
Mujhe gam khusi se kabool hai
Jo agar tu mera sath de

Tere khyaal se daman chura ke dekha hai
Dilo najar ko bahout aazama ke dekha hai
Mohabbat ki aksam tum nahi to khuch bhi nahi
Maine khuch pal tumhe bhula ke dekha hai

Abhi talak saada rakha hai yeh kagaz apni chahat ka
Munasib jab bhi samjoge to koi paigaam likh denge
Koi paigaam kya likhna is choote se kagaz per
Jise ham chahate hai bus usi kaa naam likh denge

Jagmaga di tere shar ki galiyan hamne
Apne asko ko palko pe sitara kar ke
Chalo dekh lete hai hosla apne man ka
Khuch rooz or tere bager gujara kar ke

Zakhmi hoye hot to mehsoos hua hame
Chooma tha kisi phool ko berukhi ke sath

Tumhe dene ko hamare pass khuch bhi nahi
Hamare bus mai zindgi who bhi tumhari hai


mera ghar ka add hai67/4 11/f new karachi

Koi to aesa ho jo sirf mera ho.
Batoon mein uski khushbu ho.
Chate to chahat meri.
Mange to mohabbat meri.
WO chand ki chandni ho.
To chandsirf mera ho.
WO pholon ki khushbu ho.
To ehsas sirf mera ho.
WO raat ka ujala ho, to chiragh sirf mera ho.
WO ishq or mohabbat

Koi to aesa ho jo sirf mera ho.
Batoon mein uski khushbu ho.
Chate to chahat meri.
Mange to mohabbat meri.
WO chand ki chandni ho.
To chandsirf mera ho.
WO pholon ki khushbu ho.
To ehsas sirf mera ho .
WO raat ka ujala ho,to chiragh sirf mera ho.
WO ishq or mohabbat

Koi to aesa ho jo sirf mera ho.
Batoon mein uski khushbu ho.
Chate to chahat meri.
Mange to mohabbat meri.
WO chand ki chandni ho.
To chandsirf mera ho.
WO pholon ki khushbu ho.
To ehsas sirf mera ho.
WO raat ka ujala ho, to chiragh sirf mera ho.
WO ishq or mohabbat

To dil sirf mera ho.
WO kismat ki lakeer ho.
To haath sirf mera ho.
Koi to aesa ho .
Jo sirf mera ho.

Tujhe ishq ho khuda kare Tujhe us se koi juda kare
Tere hoont hasna bhool jaye Teri aakhen purnam raha kare
Tu jise bhi dekh kar ruk pade Who najar jhuka kar chala kare
Tu us ki batein suna kare Tu us ki batein kiya kare
Tujhe dosti bhi na aaye raas Tu tanha tanha raha kare
Tujhe hizr ki who chari lage Tu milne ki har pal dua kare
Tere khwaab bikhre toot kar Tu kirchi kirchi cuhna kare
Tujhe ishq per ho yakeen Tu tasbeh per mujhe pada kare
Phir mai kahon asoun dhoong hai tere Or tu nahi nahi kaha kare

Ek orouz poori Parwar digar kare
Mai der se jaoon or who mera intezar kare
Apne hatho se sware julfe meri
Or etra ke mohabbat ka iqraq kare
Lipat jaye who mujh se alam-e madhosi mai
Or jooshe junon mai mohabbat ka izhar kare
Ho sabe-bisaal aisi yaa rab
Ke choom ke matha mera mujeh who bezaar kare
Use chood ke jaoon mai use jana kahabi
Who rooke mujhe or ek raat ka israr kare
Kasam khuda ki mai kisi or ki ho nahi sakti
Who wade wafa baar baar kare

Tum yeh mat samjhna ki mai tumhare bager jee nahi sakta
Bus tum pass na ho to saanse ruk jati hai
Tum yeh mat samjhna ki mujhe tum se mohabbat hai
Bus tum sath na ho to mujhe khuch aacha nahi lagta
Tum yeh mat samjhna ki koi rishta hai tumse
Bus tumhe dekhon to aankhen nam ho jati hai
Tum yeh mat samjhna ki tum meri jaan hoon
Bus tum mere dil ki dharkan or khuch bhi nahi

Yeh kamyabiyan yeh izzat bus tum se hai
Khuda ne jo bhi diya yeh muqaam tum se hai
Tumhare dam se mere laho mai khilte hai gulab
Mere wajood ka saraa nizaam tum se hai
Kha bisate jhan or kha mai nadaan
Meri jeet ka sab ehtmam tum se hai


Ey kaash mohabbat mai aisa taamsa hon
Jo haal mera hai who haal usi ka hoon
Sadiyoun ke musafir ho us rahe-e mohabbat mai
Maksood nahi manjil dil mai basera hoon
Jhankar ho dhatkan ki or numa sanse hoon
Who naam jape mera ek sooch ki mala hoon
Raat beet na jaye tanha-ee ke alam mai
Is sookh ki yadon ka is dil ko shara hoon
Who mujhe aaker kahe mai aaj hoon teri
Agoos mai aa jaye kahbi kas aisa kahbi khudaya hoon


Ham nazuk nazuk dil wale bus aise hi hote hai
Kahbi haste hai kahbi roote hai kahbi dil mai khwaab peroot-e hai
Kahbi mehfil mehfil firte hai kahbi zaat mai tanha hote hai
Kahbi chup ki kabar sajate hai kahbi geet lavo per late hai
Kahbis abka dil behlate hai kahbi khud bhi tanha ho jate hai
Kahbi raat bhar jagte rehte hai kahbi lambi neend soo jate hai
Ham nazuk nazuk dil wale bus aise hi hote hai







Comments

Popular posts from this blog

Bas Ek Shakhs Hi Kul Kainat Ho Jaise,

kaba kis munh se jaoge Ghalib