Muqaddar ke sitare bhi mujh se rooth jate hai

Muqaddar ke sitare bhi mujh se rooth jate hai
mere apne paraye bhi mujh se rooth jate hai
ohaouch jata hoon manjil per to aksar aisa hota hai
mere apne sahare bhi mujh se rooth jate hai
Mohabbat ke soolo se chiraag dil jalata hoon
Mohabbat ke sahare bhi mujh se rooth jate hai
wasale yaar ki khwais jaga ke jab nikalta hoon
yeh duniya ke najare bhi mujh se roooth jate hai
Kahbi dukh samunder se Tatatum Barpa hota hai
Usi lamhe ke kinare bhi to mujh se rooth jate hai Aechna

Comments

Popular posts from this blog

Bas Ek Shakhs Hi Kul Kainat Ho Jaise,

kaba kis munh se jaoge Ghalib