Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho….
…. Toh itihaas banaati hai !

Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !

Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !

Zindagi nahin humein doston se pyaari,
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !

Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !

Dosti toh sirf ek ittefaaq hai,
Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai !

Dost ek saahil hai tufaano ke liye,
Dost ek aaina hai armaano ke liye,
Dost ek mehfil hai anjaano ke liye,
Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye !!

Raatein gumnaam hoti hai,
Din kisike naam hota hai,
Hum zindagi kuch is tarah jeete hai,
Ki har lamha doston ke naam hota hai !

Tujhe dekhe bina teri tasweer bana sakta hoon,
Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,
Hai meri dosti mein itna dum,
Apni aankh ka aansoon teri aankh se gira sakta hoon !!

Aye dost teri dosti uss ghadi tadpaayegi,
Jab zindagi kahegi alvida, Aur maut bhi naa aayegi ! …
dua karte hai hum sar jukaye….
ye dost tu apni manzil ko paye….

agar kabhi teri raho mai andhera aye….
roshni k liye khuda humko jalaye…..

1.dua karte hai hum sar jukaye….
ye dost tu apni manzil ko paye….
agar kabhi teri raho mai andhera aye….
roshni k liye khuda humko jalaye…..
Pehli Mulaqat me kuch aisa hua ehsaas,
ki hum byaan bhi na kar paaye,
aakhri mulaqat me kuch to kehna hi tha unse,
yehi sochte hue unhe tanha chod aa
love u SAFIYA
bina tere na 1 pal ho na bintere kabhi kal ho
ye dil banjaye patthar ka na is mai koi halchal ho
sanam pe haa ishq pe haa mitha do mai apni khushi
yaa ali rahem ali yaa ali yaa ali
Saath Humara pal bhar ka sahi,
par woh pal aise jaise koi kal nahi
rahe zindagi mein shayad phir milna humaara
par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi
Ek din lehron k phool bhi murjha jayenge,
Had se bhi zyaada hum tumhe yaad aayenge.
Ehesaas hoga jab tumhe mere pyaar ka,
Hum iss duniyan se door chale jaayenge
To Simran From Prabhat
I LOVE FUNNY SHAYARIS
DUNIYA ME AAYE HO THO THODA FUNNY REHNA..
AGAR NAHI THO WAISE HI BANDAR BANE REHNA..
ONLY FOR THOSE …
allah aapki kamai me barkat de
allah aapko khush rakhe..
allah aapko naukri de..
allah aapki umar lambi kare… yaad ho gaya
Chal kathora utha aur shuru hoja
WIFE means :
W- WOUNDERFUL
I- INSTRUMENT
F- FOR
E- ENJOY
OR
W- WOUNDERFUL
I- INSPIRATION
F- FOR
E- EVER
you a nice man and nice shahayri main ek larki sey pyar karta hoo woh mere sath college mey padthi hai laikn main usse kuch bhi kahne sey darta hoon aur woh mujhse he baat karte hai esliye sab larke mujhse jalte hai aur main roz ghar sey irada karke nikalta hoon ki aaj main usey aapne dil ki baat bata donga lakin jab owh mere samne aati hai toh main usse kuch bhi nahi kah pata plz help me friend aur agar woh mujhe na mil payi toh aoni jaan de donga….wait for you.. help…answer…
Mombatti ke andar dhaga bola,main jalta hoo tu kyo pighalti hai,Mombatti boli,jisko dil me jagah de, uske bichhadne per aasoo to niklenge he
Wife is a knife who cuts Husbands Life.
Wonderful Worried
Instrument Invited
For For
Entertainment Ever
Aisi apni wife ho,
5’7’’ jiski height ho,
Jeans jiski tight ho,
Chehra jiska bright ho,
Weight main thodi light ho,
Umer main difference slight ho,
Thodi si who quite ho,
Aisi Apni Wife ho.
Sadak par sab kahe kya cute ho!
Bheed mein sab kahe side ho,side ho,
India ki paidaish ho,
Saas ki sewa jiski khwaish ho,
Padosi jab baat kare to haath mein uske knife ho,
Dinner candle light ho,
Dono mein na kabhi fight ho,
He prabhu Teri archna uski life ho,
Yeh kavita padke sab kahe ‘GUR TUM RIGHT HO’,
Aisi apni wife ho,
Kaash yeh concept 1% bhi right ho,
Agar aisi apni wife ho to kya haseen life ho,
Har Kisi ki yahi pharmaish ho,
Kudrat ki bhi aajmaish ho,
Khuda ke software mein bug ki Na gunjaish ho,
Ae kaash kahi to ek aisi paidaish ho,
Aisi apni wife ho.
jab jab ghire badal teri yad aai
jab jhum ke barsa sawan teri yad aai
jab jab mai bhinga barish me teri har pal yad aai.
ab or raha nahi jata
chatri lauta de bhai
Gulab ke phool se gulqan banaounga
Gulab ke phool se gulqan banaounga
Me jise chahta hoon use dulhan banaounga
Par me kisi ko nahi chahta.
Hua jo gham tumhe dard kahi aur hoga,
Haso jo tum khush koi aur hoga.
Socho toh zara us anjaan ke baare me,
Woh anjaan mere siva aur kaun hoga.
Tareef kaise karon aapki alfaaz nahi milte,
Tareef kaise karon aapki alfaaz nahi milte,
Aap woh phool hain jo baar baar nahi khilte..
ARZ KIYA HAI,
Log kehte hain ki ladkiyan zindagi hoti hain maut nahi..
..Par log ye kyon bhool jate hain ki dhokha to zindagi hi deti hai maut nahi…
Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho….
…. Toh itihaas banaati hai !
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !
Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !
Zindagi nahin humein doston se pyaari,
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !
Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !
Dosti toh sirf ek ittefaaq hai,
Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai !
Dost ek saahil hai tufaano ke liye,
Dost ek aaina hai armaano ke liye,
Dost ek mehfil hai anjaano ke liye,
Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye !!
Raatein gumnaam hoti hai,
Din kisike naam hota hai,
Hum zindagi kuch is tarah jeete hai,
Ki har lamha doston ke naam hota hai !
Tujhe dekhe bina teri tasweer bana sakta hoon,
Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,
Hai meri dosti mein itna dum,
Apni aankh ka aansoon teri aankh se gira sakta hoon
Suna hai asar hota hai baaton mein, Aap bhi bhul jaoge Do-Chaar mulakaton mein,
Lekin humse bachkar kahan jaoge, Aapki dosti ki lakeer hai mere haathon mein
hum to itna jane ke bebapha wo nanhi
jamane se chupke pyar karte the
jamane se chupke pyar karte the
asal main hum uske koi nenhi
jindegi ko uske habale kardia
samajha ke ek IDIDI bank
wo sara pesa legai ATM card ke satha
Karoge yaad to har baat yaad aayegi, suhane waqt ki har mauj tehar jayegi, talash karoge jo humse behtar dost koi, to nigah dur tak jakar laut aayegi
khuda agar mujhe puchhe
bole bande tera marji kya hai
main bolu ukso sirf etna
agar agar ldkian mere sath ho
to tera kya sabal hai
2.
roothe jo zindegi to mana lenge hum
mile jo gam to nibha lenge hum
bas aap rahena sath hamare to..
pagalte huye ansuome v muskura lenge hum
1. DOOST SHAYARI
Aik husun baypanha kay qaill hooway tu thay
kuch dayrr hum bhi aap pay mail howay tu thay
yaad araha hai ishiq main phaylay pehal bohat
paidakaaiee tarha kay masaill hooway tu tay
apni tanhaie mayray naam pay abad karay
kon hoo ga joo mujhay is tarha yaad karay
us ki mutti may bohat roz raha mayra wajod
mayray sahir say kaho ab mujhay azad karay
Daraane kaa hi maan tha
To chehara dikhane ki kawayad thi,
Bachche ki jaan lega kya
es kadar hasne ki kya jarooat thi.
jo rook gaye unme jaan abhi baki hai
jakham to bhar gaye,
par nishaan abi baaki hai,talaash karoonga mai unki,
jinki pahachan abi baaki hai
keep i up. the rissing Sun
2. 135 Rakesh Jain Says:
October 26th, 2006 at 5:38 am
Good Shayari guys
Khuda ne jab ishq banaya hoga,
To khud bhi zaroor aazmaya hoga;
Hum hain kaun aur tum ho kya,
Is ISHQ ne to khuda ko bhi rulaya hoga!!
Abhi to Baaj ki asali udaan baaki hai, Abhi to aapka imtihan baaki hai, Abhi tak to aapne zamin dekhi hai, Abhi to pura aasmaan baaki hai
3. 136 Rakesh Jain Says:
October 26th, 2006 at 5:38 am
Good Shayari guys
Khuda ne jab ishq banaya hoga,
To khud bhi zaroor aazmaya hoga;
Hum hain kaun aur tum ho kya,
Is ISHQ ne to khuda ko bhi rulaya hoga!!
Abhi to Baaj ki asali udaan baaki hai,
Abhi to aapka imtihan baaki hai,
Abhi tak to aapne zamin dekhi hai,
Abhi to pura aasmaan baaki hai
Har phool ki ajab kahani hai, chup rehna bhi pyar ki nishani hai, kahin
Suraj paas ho na ho, Roshni aaspaas rehti hai, Chand paas ho na ho, Chandni aaspaas rehti hai, Waise hi aap paas ho na ho, Apki Yaadein hamesha saath rehti hai!
Mit gaye hain sab zakham,
Bas nishaan baaki reh gaya,
Saza puri ho gayi,
Karna gunaah baaki reh gaya.
4. 137 Yousuf Says:
November 6th, 2006 at 10:56 am
TUJHE Apna Mukkdr Batate Hai Hum,
Khuda K Baad Tere Aage Sir Jhukate Hai Hum.
Dosti Ka Rishta Tod Mat Dena,
Is Rishte K DumPar muskurate hai hum
5. 138 Saad Khan Says:
November 6th, 2006 at 8:36 pm
Pal Bhar mein toot jaye wo kasam nahi,
Dosti ko bhoolnay walay hum nahi,
Tum bewafa bano iss baat mein dum nahi,
kyun ke humari wafa bhi kuch kam nahi…!!!
Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta,
Zeher Dushman se liya nahi ja sakta,
Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki
us ke bina jiya nahi ja sakta.
Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega
Door hone ke baad kaun kise yaad aayega
Jee lo ye pal jab humsath hai
kal ka kya pata, waqt kahan le jayega

Shaam Hote Hi Chiragon Ko Bujha Deta Hoon
Yeh Dil Hi Kaafi Hai Teri Yaad Main Jalne Ke Liye
Yeh Teri Bhi Aankhon Ka Qusur Hai
Main Tanha Gunahgar To Nahi
Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai
Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai
Duniya bhar ki khushiyan hamare saath chali
Qadam mila ke jo hamare saath aap chali
Haath deewane ke de allah kuch aisi qalam,
Aasman par likh ke jaoon hai unhi se pyaar hai

Comments

Popular posts from this blog

Bas Ek Shakhs Hi Kul Kainat Ho Jaise,

kaba kis munh se jaoge Ghalib