Magar Na jane kyun chal padi aandhiya zamane ki
Magar
Na jane kyun chal padi aandhiya zamane ki,
Mera
gam koi na samjh paya kyun ki,
Meri
aadat thi muskurane ki.
2)Ek dil
mera dil ko zakhm de gaya,
Zindigi
bhar jeene ki kasam de gaya,
lakho
phoolo may se ek phool chuna humne ,
jo
Kanto se bhi gehri Zakham de gaya.
3)Kabhi
dil duka hum say tho naraz na hona,
Sms
Naa bheja tho pareshan na hona,
Mohabbath
to hamari hamesh rahongi,
Faisla
badh bhi jaye par tum hame duor na hona.
4)Is
rishte ko yunhi banaye rakhna,
dil
meni yaadon ke chiraag jalaye rakhna,
bahut
lamba hain safar zindagi ka,
ek
hissa hame bhi banaye rakhna..
5)Ek
lamha jo satata hai,
Na
jane ye dil kya chahta hai,
Kash
wo hote hamari nazro k samne,
Par na
jane ye kash ..kash hi reh jata hai..
6)Bharosa
ban ek log zindaga may aate hai,
Khawab
ban k aankho me basjate hai,
Pehle
tho woh yakeen dilate hai ki wo apne hai,
phir
najane Q tanha chod jate hai.
7)Kisi
ko Chaho na itna k uski chahat,
tumhari
kamjoori ban jaye,
chaho
to chaho kissi ko itna k,
aap ki
chahat us ki zaroorath ban jaye.
8)Duniya
badal jayegi lekin tum na badal na,
Mushkilo
me ho jab bhi yaad hame kar lena,
mange
bhi tho kay mange aap say,
Dena
kuch choho tho bus muskura dena..
9)Meri
kisi bhi baat kehne say naraz math hona,
Apni
pyari si muskan kabhi na khona,
Sukon
milta hai sunkar aap ki hansi ko,
Haste
rehena zindagi me udas na rehena..
10)Door
hai ap say tho kuch ghum nahi,
Door
rekar bhulane wale hum nahi,
Roz
mulaqath na hopaya tho kay huwa,
aap ki
yaad bhi mulaqath say kum nahi.
11)Pyar
ho ya dosti ho,
Inme
wafadari ki koi bath nahi hoti,
inme
to bus ehsas hote hai,
jin
may bewafae ke liye koi jagha nahi hoti.
12)Aap ki
mehfil mausam suhana lage,
Ek pal
chura lu agar bura na lage,
Aap
hame mil kar bhul jaoge ,
par
aap ko bhulane me hame shayad zamana lage
Comments
Post a Comment