Main lafzon se kuch bhi izhar nahi karta
Main
lafzon se kuch bhi izhar nahi karta
Iska Matlab ye to nahi ki main tujhe pyar nahi karta
Chahta hu main tujhe aaj bhi
Par teri soch me apna waqt bekar nahi karta
Tamasha na ban jay meri Mohabbat kahin
Isliye apne dard ko Aashakar nahi karta

Jo
kuch Mila hai Usi me khush hun
Tere liye Khuda se takrar nahi karta
Tere liye Khuda se takrar nahi karta
Par
kuch to baat hai teri fitrat me zalim
Warna tujhe chahne ki Khata baar baar nahi karta
Warna tujhe chahne ki Khata baar baar nahi karta
Apki
tareef is zuban se shayad ho hi na payaegi par koshish kar raha hu
Chahat
ke paimane hue tere dar ke kareeb
Wo
bhi aaj aye the mere ghar ke kareeb
Mai
charag banke unke sath sath raha
Wo
na samjhe mai raha kyu har ke kareeb.
Kuch
hume bhi intezaar hai aapki fursat ka
Chahta
hu koi hadsa ho jaye meri kudrat ka
Aap
jaha bhi hume dekh sake bol sake sab
Wo
jagah ho umeed-e-nishan-e-mohabbat ka
Apane
Khvaabon me tujhe jis ne bhii dekhaa hogaa
Aankh khulate hii tujhe Dhundhane nikalaa hogaa
Zindagii sirf tere naam se mansuub rahe
Jaane kitane hii dimagon ne ye sochaa hogaa
Dost ham us ko hii paiGaam-e-karam samajhenge
Terii furqat kaa jo jalataa huaa lamhaa hogaa
Daaman-e-ziist me ab kuchh bhii nahi hai baaqii
Maut aa jay to yaqiinan use dhokaa hogaa
Raushanii jis se utar aai lahuu me mere
Ay masiihaa vo meraa zaKhm-e-tamannaa hogaa

Comments
Post a Comment