Ek aur sher sunata hoon——-
Ek aur sher sunata hoon——-
Manzilein bhi uski thi, raasta bhi uska
tha;
Ek hum hi akele thei, kafilaa bhi uska tha;
saath chalne ki soch bhi uski thee, Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha;
aaj akele hain…dil sawaal karta hai…
Log to uske the, …kya khuda bhi uska tha????

Comments
Post a Comment