Posts

Bewafa Kehtay Hai Woh Mujhy Such Hi To Kehtay Hai,

Bewafa Kehtay Hai Woh Mujhy Such Hi To Kehtay Hai, Hum Nay Sadeyo Say Un Kay Siwa Kisi Say Wafa Jo Nahi Ki.

Jab Wo Mujh Say Chup Kar Roya

Jab Wo Mujh Say Chup Kar Roya Tab Ye Baat Khuli Hy Kehnay Ko Hum Ek Hain Lekin Dukh Apna-Apna Hy.

Mohabbat Jab Sakoon-e-Zindagi Barbaad Karti Hai,

Mohabbat Jab Sakoon-e-Zindagi Barbaad Karti Hai, To Labb Khamosh Rehte Hain, Nazar Faryad Karti Hai.

Farishta Numa Tha Yaar Mera,

Farishta Numa Tha Yaar Mera, Har Basar Se Juda Tha Yaar Mera, Khubsurat Zamane Me Hon Ge Bare, Khubsirat Bara Tha Yaar Mera,

Kuch Khuwab Daikhay Thy

Kuch Khuwab Daikhay Thy Kuch Rang Sochay Thy Kuch Mai Nay Din Apnay Teray Sang Sochay Thy.

Poocha Tha Usne Haal Buhat Mudaton k Baad...!!

Poocha Tha Usne Haal Buhat Mudaton k Baad...!! Kuch Gir Gaya Hai Aankh Main Yeh Keh K Ro Pare...!!

Tera Tha Tera Hun Tara Rahunga...!!

Tera Tha Tera Hun Tara Rahunga...!! Is Ghalat Fahmi Me Mat Rehna...!!