Aik Shakhs Ko Chaha Tha
Aik Shakhs Ko Chaha Tha
Apno Ki Tarah Hum Ne
Apno Ki Tarah Hum Ne
Aik Shakhs Ko Rakha Tha
Taron Ki Tarah Hum Ne
Taron Ki Tarah Hum Ne
Woh Shakhs Qayamat Tha
Kiya Karen Us Ki Baateein
Kiya Karen Us Ki Baateein
Aik Shakhs Ko Mana Tha
Khushboo Ki Tarah Hum Ne
Khushboo Ki Tarah Hum Ne
Din Us Ke Liye Paida They
Thi Us Kay Liye Raateein
Thi Us Kay Liye Raateein
Kab Milta Tha Woh Kisi Se
Bus Hum Hi Se Thin Mulakatein
Bus Hum Hi Se Thin Mulakatein
Aik Din Woh Shakhs Hum
Ko Apno Ki Tarah Bhula
Ko Apno Ki Tarah Bhula
Phoolun Ki Tarah Bikhra.
Taron Ki Tarah Toota Par Tum
Taron Ki Tarah Toota Par Tum
Kiyun Yun Chonkey Ho?
Kab Zikar Tumhara Hai?
Kab Zikar Tumhara Hai?
Kab Tum Se Khawahish Hai?
Kab Tum Se Umeedein Hain?
Kab Tum Se Umeedein Hain?
Kab Tum Se Tamanna Hai?
Kab Tum Se Taqaza Hai?
Kab Tum Se Taqaza Hai?
Aik Taaza Haqayat Hai
Sun Lo To Inayat Hai
Sun Lo To Inayat Hai
Aik Shakhs Ko Chaha Tha
Comments
Post a Comment