Wo anna parast sahi us ki baton mein iqrar bhi tha.
Us k chubtay hue Lehjay mein chupa pyar bhi tha.
Wo mujhy likhta hai k muntazir na raho lakin.
Us ki tahreer mein sadion ka intzaar bhi tha.
Wo kehta hai mat rutho k mananaa nahi aata.
Meri narazgi pe Lakin wo bekarar bhi tha.
Main shayad phir na Likhta usy apni khabar.
Dosti ka bharam rakhna tha kuch dil be-Ikhtiar bhi tha.
Shayad yehi us ka anadaz-e-Mohabbat ho.
Wo mera hum dam bhi tha sitam shuaar bhi tha

Comments
Post a Comment